Saturday, August 20, 2011

Sayad kuch to baki rah gaya he humare darmiyan….


Sayad kuch to baki rah gaya he humare darmiyan….


Jo aaj talak tum yad aate ho,,

Tashveer banke falak pe chamak jate ho..!

Hathon ko hath mai lekar mere,,

Aankhon se motee banker tapak jate ho…!!

Sayad kuch to baki rah gaya he humare darmiyan….


Kabhi kabhi ulajh-kar tumhare khyalo se,,

Poochta hu jabaab apne hi sawalon se..!

Wo kya he.? Jo aaj talak tum yad dilate ho…!!

Jo aaj talak tum yad aate ho…!!!

Sayad kuch to baki rah gaya he humare darmiyan….


Sazar mai chodkar tanha tum aage nikal gaye,,

Mai ab talak na samjha, tum badle ya naseeb badal gaye..!

Hasaate bhi tum hi ho aur rula bhi jate ho…!!

Jo aaj talak tum yad aate ho…!!!

Sayad kuch to baki rah gaya he humare darmiyan….

Sayad kuch to baki rah gaya he humare darmiyan….

No comments: